Monday, August 31, 2015

Muhammad Ali Jinnah Biography By Waqar Asghar

Be The First To Comment
Muhammad Ali Jinnah Biography By Waqar Asghar
Muhammad Ali Jinnah Biography By Waqar Asghar

Muhammad Ali Jinnah Biography is written By Prof. Waqar Asghar. The Writer is Assistant Professor Of History In G.C University Faisalabadsd. This Book Contains Biography Of Quiad's Life's last Days.
To read book offline Click on Download Link given Below.

Download Muhammad Ali Jinnah Biography By Waqar Asghar

 

Wednesday, August 19, 2015

Ahmed Faraz Poetry

Be The First To Comment
Ahmed Faraz
Mera Us Shehr e Adawat Main Baseera Hain Jahan
Log Sajdon Main Bhi Logon Ka bura Sochte Hain.

Tuesday, August 4, 2015

Zindagi Mein Khush Rehne Ke Liye

Be The First To Comment

Tareekh ke hassas insanon nay apni zindagi ka ziada hissa udaas reh kar guzara hai.
Zindagi mein khush rehne ke liye boht ziada himmat balke boht ziada be hissi chahiye..
John Elia


Zindagi me khush rehne ke liye



allama Iqbal Poetry, Latest Urdu Poetry 2015, 2 Lines Poetry

Be The First To Comment
Nasha pilaa ke girana tou sb ko ata hai
Maza tou jab hai ke girton ko thaam le saaqi.

2 Lines Poetry, Latest Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry 2015,

Be The First To Comment
Mera kya hal hai tery bina kabhi daikh tou ly
Jee raha hn tera bhoola hoa wada ban  kar.

Latest Urdu Poetry 2015, 2 Lines Poetry, Love Poetry, Urdu Poetry,

Be The First To Comment
Faqat baten andheron ki mehaz qissay ujaalon ky
Chiragh e  Arzoo le kr na tm nikly na hm nikly. 

2 Lines Poetry, Latest Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry 2015,

Be The First To Comment
Kch aesy hadsy bhi zindagi mai hoty hain
Ky insan bach to jata hai, mgr zinda nai rehta.

2 Lines Poetry, Latest Urdu Poetry 2015, Sadest Urdu Poetry,

Be The First To Comment
Hai akhtiyar mai tery to mojzah kr dy
Woh shakhs mera nahi, usy mera kr dy_ _

Latest Urdu Poetry 2015, Latest Urdu Poetry, Sad Love Poetry, Sadest Urdu Poetry,

Be The First To Comment
Log kehty hain bhool kr usy nai zindagi shuro kr
Woh roh par qabiz hai mujhe kisi aor ka hony nai deta.

Sunday, August 2, 2015

Sadest Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry 2015, Heart Touching Poetry,

Be The First To Comment
Muhabbat mai adhore pan ka mai nahi qaail
Mujh ko chaho to meri jaan mukammal chaho.

Sadest Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry 2015, Heart Touching Poetry,

Be The First To Comment
Mout bhi kam khubsoorat to nahi hoti hogi!
Jo bhi is sy milta hai zindagi chorr jata hai.

Sad Love Poetry, Latest Urdu Poetry 2015,

Be The First To Comment
Chandni raat ky khamosh sitaron ki qasam
Dil mai ab tery siwa koi bhi abbad nahi.

Latest Urdu Poetry 2015, Two Lines Poetry, Sad Urdu Poetry,

Be The First To Comment
Ajab be basi ka aalam hai dil ky angan mai
Taras gaye hain hum tery sath guftugo ky liye. 

Latest Urdu Poetry 2015, Love Poetry, Heart Touching Love Poetry,

Be The First To Comment
Chal dost kisi anjan basti ma chalen
Is nagar mai to sabhi hum sy khafa rehty hain.

Saturday, August 1, 2015

Latest Urdu Poetry 2015, Best Poetry, Sad Love Poetry

Be The First To Comment
Jee to chahta hai tujhe cheer ky rakh dun ay "DIL"
Na wo rahy tujh mai na tu rahy mujh mai.

Latest Urdu Poetry 2015, Romantic Urdu Poetry, Best Poetry,

Be The First To Comment
Lab o Rukhsar chupa rakhy hain to ny hijab ma
Aankhen bta rahi hain _ _ _ _ to bandah Haseen hai.

Sadest Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry 2015, Latest Urdu Poetry,

Be The First To Comment
Han! Muhabbat tamam us pa hoi
Ab jo hogi woh dil lagi hogi.

Love Poetry, Latest Urdu Poetry 2015,

Be The First To Comment
Meri zindagi ky maalik mery dil pa hath rakh dy
Tery aane ki khushi mai mera dam nikal na jaye.

Sad Poetry, Sad Urdu Poetry, Latest Urdu Poetry, Latest Poetry,

Be The First To Comment
Ussey Khabar bhi nahi shyd..
Main dheery dheery bikhar gaya hun.

Latest Urdu Poetry, Sadest Urdu Poetry,

Be The First To Comment
Badal dala hai fitrat ko tumhen apna banane ki khatir
Karo gy yad sadiyon tak kisi ny dil sy chaha tha.

 

© 2011 Urdu Poetry Lovers - Designed by Hassan Farooq | Privacy Policy | Sitemap

About Us | Contact Us