|
Kitaab Saada Rahe Gi Kb Tak
Kbhi To Aghaaz E Baab Hoga
Jinho Ne Basti UjaarR Daali
Kbhi To Un Ka Hisaab Hoga
Saher Ki KhushyaaN Manaane Walo
Saher Ke Tewar Bata Rhe Han
Abhi To Itni Ghutan Barhe Gi
Ke Saans Lena Azaab Hoga
Uthey Gi Hm Pr Jo Eent Koi
To Patthar Us Ka Jawab Hoga
Sukoon E Sehraa Me Basny Walo
Zara RutoN Ke Mizaaj Smjho
Jo Aaj Ka Din Sukoon Se Guzraa
To Kal Ka Mousam Kharab Hoga........
More Sad Ghazals

- Kisi ka lams kahan ab nishan chore ga
- Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahin Khilte To Acha Tha
- Benaam sa ye dard thehar kyon nahin jata
- apna gham bhul gaye teri jafa bhul gaye
- Log Muntazir Rahe K Hum Ko Toot'ta Dekhen
- Aa Kabhi Aa K Dekh
- December Tum Na Jao Na
- Kuch Visal akhir tak Motbar nahi hote
- Jo Chaley Tou Jaan Sey Guzarr Gaye..!
- December Ki Aakhri Shab!
- Abhi Kuch Lamhey Baki Hain!
- Kaheen Miley To Ye Usse Kehna!
- Yaar Ke Ajaane Ko Yakayak Umr Dubaraa Janey Hay
- Suno Mohabbat Bheek Nahin Hai!
- Tankhwah Le Ke Bhi Khali Haath Rahey!!
- Mohabbat Ka Erada Badal Jana Bhee Mushkil Hai
- Chashm e Tamannaa Bujh Jaayey!
- Zara Kar Zorr Seene Par - Ke Teer e Pur Sitm Nikley
- Kahin be kinar se ratjage
0 comments:
Post a Comment