Saturday, June 29, 2013
Aakele Na Jana
Aakele Na Jana Hamain Chor Kar Tum.
Tumharay Bina Hum Bhala Kia Jeeyen ge.
Dia Honsla Jisnay Jeenay Ka Humko. Woh Ek Khubsurat Sa Ehsas Ho Tum.
Jo Mita Nahi Dil say Tum Woh Yaqeen Ho.
Hamesha Jo Rehti Hai Woh Ass Ho Tum.
Yeh Socha Hai Hum ne K Ab Zindagi Bhar Tumhari Mohabbat Ko Sajda Karain ge.
Fasana Jo Ulfat Ka Cherha Hai Tum ne Udhura Na Reh Jaye Yeh Soch Lena.
Bichar K Zamanay Se Paya Hai Tum ko. Kahin Saat Tum Bhi Na Ab Chor Dena.
Yehi Hai Tamana. Yehi Ilteja Hai.
Aur Is k Siwa Hum Bhala Kia Kahain ge.
Akele Na Jana Humain Chor Kar Tum..
Tumhare Bina Hum Bhala Kia Jeeyen ge.
Tumharay Bina Hum Bhala Kia Jeeyen ge.
Dia Honsla Jisnay Jeenay Ka Humko. Woh Ek Khubsurat Sa Ehsas Ho Tum.
Jo Mita Nahi Dil say Tum Woh Yaqeen Ho.
Hamesha Jo Rehti Hai Woh Ass Ho Tum.
Yeh Socha Hai Hum ne K Ab Zindagi Bhar Tumhari Mohabbat Ko Sajda Karain ge.
Fasana Jo Ulfat Ka Cherha Hai Tum ne Udhura Na Reh Jaye Yeh Soch Lena.
Bichar K Zamanay Se Paya Hai Tum ko. Kahin Saat Tum Bhi Na Ab Chor Dena.
Yehi Hai Tamana. Yehi Ilteja Hai.
Aur Is k Siwa Hum Bhala Kia Kahain ge.
Akele Na Jana Humain Chor Kar Tum..
Tumhare Bina Hum Bhala Kia Jeeyen ge.
Tujhe Maloom hai
Tujhe Maloom hai jana
Bari Takleef hoti hai
Bari Takleef hoti hai
Ksi ka dil jala dena
Ksi ko you dagha dena
Ksi k dil me reh kr Phir usi dil ko dukha dena
Tujhe maloom hai jana
Ksi ki chah me jana
Ksi b aah ka aana
Ksi k hansty chehry sy hansi ka you chaly jana
Tujhe maloom hai jana
Kali jab koi tooty to
Koi apna jo roothy to
Kisi ka hath choothy to
Tujhe maloom hai jana
Nhi maloom to jana
"BHAR0SA KR K TUM DEKHO"
KSI PE MAR K TUM DEKHO.
Ghar se Sooch kar Nikla
Ghar se Sooch kar Nikla hun ke Mar jana hai,
Ab koi Raah Dikha de ke Kidhar Jana hai,
Jisam se Sath Nibhane ki Mat Umeed Rakho,
Is Musafir ko Tu Rasty Main Thehar Jana hai,
Maut Lamhe ki Sada Zindagi Umaron ki Pukaar,
Main Yehi Soch kar Zinda hun ke Mar jana hai,
Nasha Aesa Tha ke Maikhane ko Duniya Samjha,
Hosh Aaya Tu Khayal aaya ke Ghar jana hai,
Mere jazbon ki Bari Qadar hai Logon Main Magar,
Mere Jazbe ko Mere Sath hi Mar jana hai.
Tum jao Hum se door
"Tum jao Hum se door to Ek Kaam kar jana"
"Kuch pal Apne Humare Naam kar jana"
"Agar Aajaye Mout Humain Tere Aanay se pehle"
"To Aa kar Mere Janaze ka Ehteram kar jana"
"Na Rona Isqadar k Takleef ho Humain"
"Mout ko b Mazak Samajh kar Anjaan ban jana"
"May Ek Din So jaon sada k liye"
"Phir Mujhe bewafa keh kr Badnaam kar jana"
"Jo Guzro Meri Qabar se to Nazrain na Phairna"
"Mehman he ban k Dua Salam kar jana.
"Kuch pal Apne Humare Naam kar jana"
"Agar Aajaye Mout Humain Tere Aanay se pehle"
"To Aa kar Mere Janaze ka Ehteram kar jana"
"Na Rona Isqadar k Takleef ho Humain"
"Mout ko b Mazak Samajh kar Anjaan ban jana"
"May Ek Din So jaon sada k liye"
"Phir Mujhe bewafa keh kr Badnaam kar jana"
"Jo Guzro Meri Qabar se to Nazrain na Phairna"
"Mehman he ban k Dua Salam kar jana.
Mujh Se Door
^ Mujh Se Door Door Na Reh, Or Mujh Se Koi Hijaab Na Rakh,
^ Rakh Wohi Purana Tareeka, Naye Naye Hisaab Na Rakh,
^ Taras Gaye Naina Merey, Tere Deedar Ko,
^ Tarpa Ho0n Pehle Bohat, Or Mubtala E Azaab Na Rakh,
^ Ishq Aik Juno0n Hai, Or Jun0on Koi Gunah Nahi,
^ Likha Hai Jis Mein Gunah Yeh, Aisi Koi Kitaab Na Rakh,
^ Badla Badla Lehja Tera, Andaz E Guftagu Bhi,
^ Rakh Wohi Andaz Pehla, Be Rukhi Janaab Na Rakh,
^ Han..! Badal Gaya Ho0n Main Bhi Ab, Kisi Ne Mujhy Badal Diya Hai,
"GHALIB"
^ Chor Diya Hai Peena Saqi, Mere Agay Sharab Na Rakh...!!
^ Rakh Wohi Purana Tareeka, Naye Naye Hisaab Na Rakh,
^ Taras Gaye Naina Merey, Tere Deedar Ko,
^ Tarpa Ho0n Pehle Bohat, Or Mubtala E Azaab Na Rakh,
^ Ishq Aik Juno0n Hai, Or Jun0on Koi Gunah Nahi,
^ Likha Hai Jis Mein Gunah Yeh, Aisi Koi Kitaab Na Rakh,
^ Badla Badla Lehja Tera, Andaz E Guftagu Bhi,
^ Rakh Wohi Andaz Pehla, Be Rukhi Janaab Na Rakh,
^ Han..! Badal Gaya Ho0n Main Bhi Ab, Kisi Ne Mujhy Badal Diya Hai,
"GHALIB"
^ Chor Diya Hai Peena Saqi, Mere Agay Sharab Na Rakh...!!
Thi Bohat Khush Wo
Thi Bohat Khush Wo Bhula K Mujhe
Aaj Roi Galy Laga K Mujhe
Us Ne Pehla Sawal Ye Pucha
Tum Ko Kaisa Laga Ganwa K Mujhe
Mujh Ko Pathar Bana K Kehti Hai
Jaan Dekho Na Muskura K Mujhe
Zindagi Ne To Azmaya Hai
Tum Bhi Dekh Lo Azma K Mujhe
Us Ne Rasta Badal Liya Apna
Pyar Ki Raah Par Chala K Mujhe
Aaj Roi Galy Laga K Mujhe
Us Ne Pehla Sawal Ye Pucha
Tum Ko Kaisa Laga Ganwa K Mujhe
Mujh Ko Pathar Bana K Kehti Hai
Jaan Dekho Na Muskura K Mujhe
Zindagi Ne To Azmaya Hai
Tum Bhi Dekh Lo Azma K Mujhe
Us Ne Rasta Badal Liya Apna
Pyar Ki Raah Par Chala K Mujhe
Main aayina tha
Main aayina tha wo mera khayal rakhti thi.....
main toot'ta tha to wo chun kar sambhal rakhti thi.....
har ek masly ka hal nikaal rakhti thi....
zaheen thi mujhy hairat me daal rakhti thi.....
main jab bhi tark-e-talluq ki baat karta tha.....
wo rokti thi mujhy kal pe taal rakhti thi.....
wo mery dard ko chunti thi apni poron se.....
wo mery wasty khud ko nidhal rakhti thi.....
duaayen us ki wabalon ko rok leti theen....
wo chaar-su mery hathon ki dhaal rakhti thi.....
wo doobny nahi deti thi dukh k darya me...
mery wajood ki naao sambhal rakhti thi......
ik aisi dhun k nahi phir kabhi suni main ne.....
wo munfarid sa hansi me kamaal rakhti thi....
usay nadamaten meri kahan gawara theen.....
wo mery wasty aasaan sawal rakhti thi......
bichar k us se main dunya ki thokaron me hun.....
wo pas thi to mujhy la-zawal rakhti thi..
main toot'ta tha to wo chun kar sambhal rakhti thi.....
har ek masly ka hal nikaal rakhti thi....
zaheen thi mujhy hairat me daal rakhti thi.....
main jab bhi tark-e-talluq ki baat karta tha.....
wo rokti thi mujhy kal pe taal rakhti thi.....
wo mery dard ko chunti thi apni poron se.....
wo mery wasty khud ko nidhal rakhti thi.....
duaayen us ki wabalon ko rok leti theen....
wo chaar-su mery hathon ki dhaal rakhti thi.....
wo doobny nahi deti thi dukh k darya me...
mery wajood ki naao sambhal rakhti thi......
ik aisi dhun k nahi phir kabhi suni main ne.....
wo munfarid sa hansi me kamaal rakhti thi....
usay nadamaten meri kahan gawara theen.....
wo mery wasty aasaan sawal rakhti thi......
bichar k us se main dunya ki thokaron me hun.....
wo pas thi to mujhy la-zawal rakhti thi..
Mujhe Maloom Hai
Mujhe Maloom Hai Tum Khush Ho Bohat
Is Judai Se..!!
.
.
.
Ab Khayal Rakhna Apna Tumein Tum
Jaisa Na Mil Jaye.....!
Is Judai Se..!!
.
.
.
Ab Khayal Rakhna Apna Tumein Tum
Jaisa Na Mil Jaye.....!
Tumhari Lajawab Chahat Ko
Tumhari Lajawab Chahat Ko Hum Bhulain Kesy..?
Tum Ko Bhool Kar Khud Ko Chain Dilaain Kesy..?
Na Jaany Kon C Kashish Tumhare Pas Le Aati Hy
Tumhare Paas Aa Kar Door jaen Kesy..?
Hum Ne Dil Se Chaha Hy Tumhe Magar
Tumhari Chahat K Qabil Khud Ko Banain Kesy..?
Q Poochhty Ho Hum Se Aanso'on Ki Shiddat
Hum En Me Tumhara Akss Tumhe Dikhaain Kesy..?
Hum Tum Se Bohat Mohabbat Karty Hain
Magar TUMHAIN YE EHSAS Dilaain Kesy.?
Tum Ko Bhool Kar Khud Ko Chain Dilaain Kesy..?
Na Jaany Kon C Kashish Tumhare Pas Le Aati Hy
Tumhare Paas Aa Kar Door jaen Kesy..?
Hum Ne Dil Se Chaha Hy Tumhe Magar
Tumhari Chahat K Qabil Khud Ko Banain Kesy..?
Q Poochhty Ho Hum Se Aanso'on Ki Shiddat
Hum En Me Tumhara Akss Tumhe Dikhaain Kesy..?
Hum Tum Se Bohat Mohabbat Karty Hain
Magar TUMHAIN YE EHSAS Dilaain Kesy.?
Abhi bhi waqt hai
Abhi bhi waqt hai tum laut jao,
Mujhe tum se muhabbat ho chali hai,
Bazaahir ek sukoon taari hai magar,
Dil main Qayamat ho chali hai,
Tumhary Naam se Phoolon k khilna,
Tumhara roz ka yun milna,
Tumhary Chand se chehray ko takna,
Meri aankhon ki aadat ho chali hai,
Abhi bhi waqt hai tum Laut jao,
Mujhe tum se muhabbat ho chali hai.
Mujhe tum se muhabbat ho chali hai,
Bazaahir ek sukoon taari hai magar,
Dil main Qayamat ho chali hai,
Tumhary Naam se Phoolon k khilna,
Tumhara roz ka yun milna,
Tumhary Chand se chehray ko takna,
Meri aankhon ki aadat ho chali hai,
Abhi bhi waqt hai tum Laut jao,
Mujhe tum se muhabbat ho chali hai.
Kyun tu acha lagta hai
Kyun tu acha lagta hai , waqt mila to sochenge
Tujh mein kya kya dekha hai, waqt mila to sochenge
Sara sheher shanasai ka , dawedar to hai lekin
Kon hamara apna hai , waqt mila to sochenge
Hum ne usko likha tha , kuch milne ki tadbeer karo
Us ne likh ker bheja hai , waqt mila to sochenge
Mosam khushbu baad-e-saba chand shafaq aur taron mein
Kon Tumhare jaisa hai ,waqt mila to sochenge
Ya to apne dil ki mano , ya phir duniya walon ki
Mashwara uska acha hai ,waqt mila to sochenge
Tujh mein kya kya dekha hai, waqt mila to sochenge
Sara sheher shanasai ka , dawedar to hai lekin
Kon hamara apna hai , waqt mila to sochenge
Hum ne usko likha tha , kuch milne ki tadbeer karo
Us ne likh ker bheja hai , waqt mila to sochenge
Mosam khushbu baad-e-saba chand shafaq aur taron mein
Kon Tumhare jaisa hai ,waqt mila to sochenge
Ya to apne dil ki mano , ya phir duniya walon ki
Mashwara uska acha hai ,waqt mila to sochenge
kash main teray
kash main teray haseen hath ka kangan hota
tu baray piyar say chao say baray man kay sath
apni nazuk see kalaee main charhaty mujh ko
aur betaby say furqat kay khiza lamhon main
tu kisi soch main doby jo ghumaty mujh ko
main teray hath ki khushbu say mehak sa jata
jab kabhi mood main akar mujhay chuma karti
teray honton ki main hiddat say dehak sa jata
rAat ko jab bhi tu nindo kay safar pay jati.
marmarin hath ka eik takiya banaya karti
main teray kan say lag kar kai batain karta
teri zulfon ko teray gal ko chumaa karta
mujh ko betab sa rakhta teri chahat ka nasha
main teri roh kay gulshan main mehakta rehta
main teray jism kay angan main khanakta rehta
kuch nahin tu yehi benam sa bandhan hota
kash main teray hansee hath ka kangan hota
Zindagi dard k sholon se
Zindagi dard k sholon se hawa deti hai
Mohabbat Insan ko pagal bana deti hai
Bin mohabbat k koi jee nahi sakta
Nafrat bashar ko andar se jala deti hai
Kyu darte nahi log bad-duaon se.
Bad-dua mazloom ki,asman hila deti hai
Mohabbat tere bas ki baat nahi mere yar.
.
Dunya dewanon ko deewaron me chunwa deti hai
.
Dunya dewanon ko deewaron me chunwa deti hai
Zindagi ka bharosa kyu karein
"sahi�"
Mout to Insan ko matti me mila deti hai.
Wo Meri Badslooqi
Wo Meri Badslooqi Par Bhi Muje DuA Deti Hai
Agosh Me Le Kar Sab Gum Bhula Deti Hai
Yoo Lagta Hai Jese Jannat Se A Rahi Hai Khushbu
Jab Wo Apne Pallu Ki Muje Hawa Deti Hai
Me Jo Anjane Me Karoo Koi Ghalti
Meri MAA Es Par Bhi Muskura Deti Hai
Kya Khoob Banaya Hai "RAB" Ne Rishta MAA Ka
Veeran Ghar Ko Bhi MAA Jannat Bana Deti Hai
MAA K Baad Mera Kon Sahara Hai
Ye Soch Muje her bar Rula Deti Hai...
Main uske chehre ko
Main uske chehre ko dil se utar deti hoon,.
Main kabhi kabhi to khud ko bhi mar deti hoon,
Ye Mera haq hai ke me usko thora dukh b doon,
Main chahat bhi to use beshumar deti hoon.
Khafaa woh reh nahin sakta lamha bhar bhi,
Mein bohat pehle hi us ko pukaar leti hoon.
Mujhe siwa uske koi bhi kaam nahin soojhta,
Woh jo bhi karta hai, mein sab hisaab leti hoon.
Woh sabhi naaz uthaata hai mein jo bhi kehti hoon,
Woh jo bhi kehta hai, Mein chupke se maan leti hoon.
Bheer main chaaron taraf
Bheer main chaaron taraf chehre anjane mile.
Mere apne aaj mujh se ban ke begane mile.
Tha bharosa doston par itna ke mujh se na pooch.
Jin ke hathon main they pathar log pehchane mile.
Ban ke marham waqt hi bharta hai har ek zakham ko.
Jesey jese waqt beeta zakham purane mile.
Kis ke aagay rotay or sunate apni dastaan.
Basti thi ujri hui sunsaan thikane mile.
Ab na maangen ge Illahi zindagi ki bheekh hum.
Ishq main shamma ki yeh kehte hue parwane mile.
Dil diya tha naaz se jis jis ne apni jaan ko..
Chund tootay dil ke tukray unko nazrane mile.
Maazi ki yaad main sab doobay hue thay is qadar.
Khawab tere shehar ke sab log deewane mile.
Ek Hasrat Ke Siwaa
Ek Hasrat Ke Siwaa Zindgi Kuch Aur Nahi,
Wo Aayegi Ek Din Hasrat Liye Zinda Hun,,,,,,
Main Tujhee Bhool Jaaun Ye Ho Nahi Sakta,
Saath Guzare Pal Koyi Cheen Nahi Sakta,
Teri Chahat Hi Meri Ibadat Hai Ab Sanam,
Tere Siwaa Dil Me Koyi Murat Nahi Sanam,
Main Aaj Bhi Tera Arman Kiye Baitha Hun,,,,,,
Ek Wada Hai Sanam Teri Gali Na Aaonga,
Tu Ruswa Naho Ashq Palko Me Pi Jaonga,
Khayal Kitna Bhi Tera Kyun Na Tadpaye,
Main Khud Tujhe Kabhi Na Nazar Aaonga,
Aakhir Pal Hai Tera Intzar Kiye Rhta Hun
Wo Aayegi Ek Din Hasrat Liye Zinda Hun,,,,,,
Main Tujhee Bhool Jaaun Ye Ho Nahi Sakta,
Saath Guzare Pal Koyi Cheen Nahi Sakta,
Teri Chahat Hi Meri Ibadat Hai Ab Sanam,
Tere Siwaa Dil Me Koyi Murat Nahi Sanam,
Main Aaj Bhi Tera Arman Kiye Baitha Hun,,,,,,
Ek Wada Hai Sanam Teri Gali Na Aaonga,
Tu Ruswa Naho Ashq Palko Me Pi Jaonga,
Khayal Kitna Bhi Tera Kyun Na Tadpaye,
Main Khud Tujhe Kabhi Na Nazar Aaonga,
Aakhir Pal Hai Tera Intzar Kiye Rhta Hun
Bohot masoom
Bohot masoom hasrat hai
Batao kya kiya jaye?
Hamain Tum se muhabbat hai Batao Kya kiya jaye?
Jo Suraj dobta hai Dil bhi apna Doob jata hai
Ajab si apni HalaT hai
Batao kya kiya jaye?
Tumhain paney ki khawahish kab Hamari apni hai Jana
Dil-e-Nadan ki Chahat hai Batao kya kiya jaye,
Mere Dil Ki Gehrai
Mere Dil Ki Gehrai Ko Koi Smjh Paya Hi Nahi.
Kitni Tanha Hu Main.
Koi Jan Paya Hi Nahi.
Kisi Ko Meri B Kami Mehsoos Ho
Shayd Khuda Ne Mujhe Aisa
Bnaya Hi Nahi..
Kitni Tanha Hu Main.
Koi Jan Paya Hi Nahi.
Kisi Ko Meri B Kami Mehsoos Ho
Shayd Khuda Ne Mujhe Aisa
Bnaya Hi Nahi..
Hasti ko muhabbat
Hasti ko muhabbat me fana koun
karey ga ,
ye farz zamanay me Aada kon karey
ga ,
haton ki lakeero ko zara dekh
najoomi ,
ye dekh mere sath wafa koun karey
ga ,
karey ga ,
ye farz zamanay me Aada kon karey
ga ,
haton ki lakeero ko zara dekh
najoomi ,
ye dekh mere sath wafa koun karey
ga ,
Ishq Aisa Karo
Ishq Aisa Karo Ki Dharkan Me Bas Jaaye,
Saans Bhi Lo To Khushbu Usi Ki Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Chaa Jaaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aaye�
Saans Bhi Lo To Khushbu Usi Ki Aaye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Chaa Jaaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aaye�
kabi apne ishq pe
kabi apne ishq pe tabsary,
kabi tazkiray rukh-e-yaar k,
yun hi beet jayein gay ye bhi din,
jo khizaan k hain na bahaar k.
kabi tazkiray rukh-e-yaar k,
yun hi beet jayein gay ye bhi din,
jo khizaan k hain na bahaar k.
Abhi Masroof Hoon
Abhi Masroof Hoon Kaafi,
Kabhi Fursat Mein Sochoon Gi,
K Tujh Ko Yaad Rakhnay Mein,
Main KaYa KaYa Bhool Jati Hoon...!
Kabhi Fursat Mein Sochoon Gi,
K Tujh Ko Yaad Rakhnay Mein,
Main KaYa KaYa Bhool Jati Hoon...!
koi chahta hai
koi chahta hai kisi ko apna bnane k liye.
koi chahta hai kisi ko tanhai se bachane k liye.
mujhe bhi kisi ne chaha tha.
sirf apne dil ko behlane k liye.
koi chahta hai kisi ko tanhai se bachane k liye.
mujhe bhi kisi ne chaha tha.
sirf apne dil ko behlane k liye.
Apna to chahton mein
Apna to chahton mein yehi ik asool
hai,
Tera bhalaa bura humain sab kuch
qubool hai,
Yeh umar bhar ka jaagna bekaar hi
na jaye,
Tu naa mila to saari reyaazat fazool
hai,
Khud hi kaha tha tu ne meri jaan
chorr de,
Ab chorr di to kyon tera chehra
malool hai,
Aye Maan yeh meri shohrtain meri
yeh iztain,
Kuch bhi nahin bass tere kadmon ki
dhool hai,
Aayi jo teri yaad to aankhain barass
parri,
Iss waqt tere dard ka dil per nazool
hai,
Ik doosrey ke waastey dono baney
Sahil,
Guldaan mera dil hai teri yaad
phool hai..
hai,
Tera bhalaa bura humain sab kuch
qubool hai,
Yeh umar bhar ka jaagna bekaar hi
na jaye,
Tu naa mila to saari reyaazat fazool
hai,
Khud hi kaha tha tu ne meri jaan
chorr de,
Ab chorr di to kyon tera chehra
malool hai,
Aye Maan yeh meri shohrtain meri
yeh iztain,
Kuch bhi nahin bass tere kadmon ki
dhool hai,
Aayi jo teri yaad to aankhain barass
parri,
Iss waqt tere dard ka dil per nazool
hai,
Ik doosrey ke waastey dono baney
Sahil,
Guldaan mera dil hai teri yaad
phool hai..
Kahin jaye usey
Kahin jaye usey meri duayen yaad
karti hain,
Usey kehna usey meri wafayain yaad
karti hain,
Main aksar aayiney ke samne
bechain rehti hoon,
Kisi ne khat mein likha hai, adayain
yaad karti hain,
Usey kehna khazayen aagayi hain ab
to laut aye,
Usey kehna december ki hawaayain
yaad karti hain,
Usey kehna ke aankhon mein ghanni
badli si chaayi hai,
Jinhain dil pe barasna hai, ghatayain
yaad karti hain,
Geya tha jab tu meri khawhishain
bhi sath le jata,
Lahuu mein naachti kuch iltjaayain
yaad karti hain..
karti hain,
Usey kehna usey meri wafayain yaad
karti hain,
Main aksar aayiney ke samne
bechain rehti hoon,
Kisi ne khat mein likha hai, adayain
yaad karti hain,
Usey kehna khazayen aagayi hain ab
to laut aye,
Usey kehna december ki hawaayain
yaad karti hain,
Usey kehna ke aankhon mein ghanni
badli si chaayi hai,
Jinhain dil pe barasna hai, ghatayain
yaad karti hain,
Geya tha jab tu meri khawhishain
bhi sath le jata,
Lahuu mein naachti kuch iltjaayain
yaad karti hain..
Mohabbat Phool Hai
..Mohabbat Phool Ha� JaNa,
..Kaho To Phool Ban Jaon..
..Tumahri Zindagi Ka Ek
..Haseen Asool Ban Jaon�
..Suna Hai Rait Pe Chal K,
..Tum Aksar Mehak Jatay Ho,
..Kaho To Ab K Bar Mein,
..�Zameen Ki Dhool Ban Jaon��?
..Buht Nayab Hotay Hain,
..Jinhey Tum Apna Kehtey Ho...!
..Ijazat Do K Mein B,
..Is Qadr Anmol Ban Jaon....
..Kaho To Phool Ban Jaon..
..Tumahri Zindagi Ka Ek
..Haseen Asool Ban Jaon�
..Suna Hai Rait Pe Chal K,
..Tum Aksar Mehak Jatay Ho,
..Kaho To Ab K Bar Mein,
..�Zameen Ki Dhool Ban Jaon��?
..Buht Nayab Hotay Hain,
..Jinhey Tum Apna Kehtey Ho...!
..Ijazat Do K Mein B,
..Is Qadr Anmol Ban Jaon....
-------------------------
Bohat Kehny Ki Khuwahish
Bohat Kehny Ki Khuwahish Hai,
Mgr Bta Nahi Sakty..
Teri Batain, Teri Yaadain,
Hamara Dil Dukhati Hain..
Bohat Takleef Hoti Hai,
Tujhe Suna Nahi Sakty..
Tere Sath Chalna Hai,
Teri Manzil Bhi Ban Nahi Sakty ..
Bohat Thak Gaye Hain Hum,
Ab Aagy Ja Nahi Saktay..
Suno Hum Toot Jaen Ge,
Humain Kese Sametto Ge..
K Mar K Bhi Meri jaan!
Hum Tujhe Bhula Nahi Sakty...!!!
----------------------------------
Mulaim Hath
Mulaim Hath, Kham-e-Zulf, Ada-e-Nain, or Yaqoot Hont...!
Wallah..! Qatal Baqi Hai, Auzaar To Sabhi Pooray Hain...!
---------------------------------
Tera Husn Ho
"Tera Husn Ho Mera Ishq Ho"
Tera Husn Ho
Mera Ishq Ho
To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho
Kabhi Main Milon, Kabhi Tu Milay
Kabhi Hum Milain, Mulaqaat Ho
Kabhi Tu Ho Chup, Kabhi Main Hoon Chup
Kabhi Dono Hum Chup Chaap Hoon
Kabhi Guftagu
Kabhi Tazkiray
Kabhi Zikar Ho
Ko'i Baat Ho
Kabhi Visaal Ho To Din Ko Ho
Kabhi Hijar Ho To Voh Raat Ho
Kabhi Main Tera
Kabhi Tu Meri
Kabhi Sath Main
Kabhi Sath Tu
Kabhi Ek Doojay Ka Sath Ho
Kabhi Sohbatain, Kabhi Ranjishain
Kabhi Dooriyan, Kabhi Qurbatain
Kabhi Ulfatain, Kabhi Nafratain
Kabhi Jeet Ho, Kabhi Maat Ho
Kabhi PhooL Ho Kabhi Dhool Ho
Kabhi Yaad Ho, Kabhi BhooL Ho
Rahain Muskuratay Pyaar Main
Khilain Phool Ban K Bahaar Main
Na Nashaib Ho
Na Faraaz Ho
Na Nasab Ho
Na He Zaat Ho
Rahain Muskuratay Pyaar Main
Khilain Phool Ban K Bahaar Main
Na Zameen Ko'i
Na Falak Ko'i
Na Vajood Ho
Na He Zaat Ho
Tera Husn Ho
Mera Ishq Ho
To Phir Husn-o-Ishq Ki Baat Ho..!!
---------------------------------
Kis qadar
Kis qadar masoom sa lehja tha uska 'dost',
Dheeray se Jaan keh kar be-jaan kar diya...!
------------------------------------
Reh na paoge
Reh na paoge bhula kar dekh lo,
Yakin na aaye to aajzma kar dekh lo,
Har jagah mehsus hogi meri kami,
Apni mehfil ko kitna bhi saja kar dekh lo
------------------------------------
us k hath ka
us k hath ka khilona he sahi khush hoon may..
Kuch dair k lye he sahi mujhe chahta to hai....!
-------------------------------------------
Dilon Ko Torney
Dilon Ko Torney K Liye Zarorat Nhi Patharon Ki,
Ye DiL To Bikhar Jatey Hain Sirf Lafzon Ki Chot Sey...!
--------------------------------------
Mehandi Un K Hathon Mein
Mehandi Un K Hathon Mein Laga Do Yaroo
Mujhko Bhe Meri Asal Raah Dikha Do Yaaro
Pehna K Mujhe Meri He Ghurbat Ka Kafan
Un Py Surkh Jorra Saja Do Yaaro
Naam Likh Do Unka Khushiyon Ki Deewar Par
Mera Naam-o-Nishan Dunya Sy Mita Do Yaaro
Waqt Aakhiri Hai Teri Dunya Mein Is Dewane Ka
Ho Sakay To Meray Mehboob Ko Ye Batado Yaaro
Suna Hai Aaj Uski Douli is Gali Sy Guzar Jaigi
Meri Mayyat Ko is Rastay Sy Hata Do Yaaro..........!
-----------------------------
Subscribe to:
Posts (Atom)