|
Apna to chahton mein yehi ik asool
hai,
Tera bhalaa bura humain sab kuch
qubool hai,
Yeh umar bhar ka jaagna bekaar hi
na jaye,
Tu naa mila to saari reyaazat fazool
hai,
Khud hi kaha tha tu ne meri jaan
chorr de,
Ab chorr di to kyon tera chehra
malool hai,
Aye Maan yeh meri shohrtain meri
yeh iztain,
Kuch bhi nahin bass tere kadmon ki
dhool hai,
Aayi jo teri yaad to aankhain barass
parri,
Iss waqt tere dard ka dil per nazool
hai,
Ik doosrey ke waastey dono baney
Sahil,
Guldaan mera dil hai teri yaad
phool hai..
hai,
Tera bhalaa bura humain sab kuch
qubool hai,
Yeh umar bhar ka jaagna bekaar hi
na jaye,
Tu naa mila to saari reyaazat fazool
hai,
Khud hi kaha tha tu ne meri jaan
chorr de,
Ab chorr di to kyon tera chehra
malool hai,
Aye Maan yeh meri shohrtain meri
yeh iztain,
Kuch bhi nahin bass tere kadmon ki
dhool hai,
Aayi jo teri yaad to aankhain barass
parri,
Iss waqt tere dard ka dil per nazool
hai,
Ik doosrey ke waastey dono baney
Sahil,
Guldaan mera dil hai teri yaad
phool hai..
0 comments:
Post a Comment