|
Avaaragi Mei Hum Ney Isko Bhee Hunar Jaana
Iqraar e Wafa Karna Phir Us Sey Mukar Jaana
Jab Khwaab Nahi Koi, Kya Zindagi Kar Karna Hay
Hr Subah Ko Jee Utthna ' Hr Raat Ko Marr Jana
Shab Bhar Ke Thikaane Ko ' Ik Chhat Ke Sivaa Kya Hay
Kya Waqt Pe Ghar Jana ' Kya Dair Se Ghar Jana
Aesa Na Ho Darya Mey Tum Baar e Giraan Thehro
Jb Logg Ziyada Hon Kashti Se Utar Jana
Suqraat Ke Peene Se Kya Mujh Pe Ayaan Hota
Khud Zeher Piya Mai Ne Tab Uska Asar Jana
Jb Bhi Nazar Aao Gay ' Hum Tum Ko Pukarain Gay
Chaho To Theher Jana ' Chaho To Guzar Jana
You may like:
Urdu Poetry on Khamoshi

- apna gham bhul gaye teri jafa bhul gaye
- Muskurate Huey Rukhsat Karna!
- Wo Raabata Nahin, Wo Mohabbat Nahin Rahi!
- Dil Garifta He Sahi Bazm Saja Li Jae
- Jesay Teri Dunya Se Mujhay Kabhi Jana Hi Nahi Tha!!!
- Hawaaen Sard Ho Jaaen ' Ya Lehjay Barf Ho Jaaen
- Chaho To Theher Jana ' Chaho To Guzar Jana
- Chalo Utho Ke Ab Andaaz e Zamaana He Badal Gaya Hai
- Kahin be kinar se ratjage
- Kisi ka lams kahan ab nishan chore ga
- Jahan Phoolon Ko Khilna Tha Wahin Khilte To Acha Tha
- Benaam sa ye dard thehar kyon nahin jata
0 comments:
Post a Comment