|
Har Zarra e Ummid Se Khushboo Nikal Aaye
Tanhaai Ke Sehra Mei Agar Too Nikal Aaye
Kaisa Lagey Iss Baar Agar Mousam e Gull Mei
Titli Ka Badan Orrh Ke Jugnoo Nikal Aaye
Phir Dinn Teri Yaado Ki Munderon Pe Guzra
Phir Shaam Hui Aaankh Se Aansu Nikal Aaye
Be Chen Kiye Rehta Hai Dharka Yahi Jee Ko
Tujh Mei Na Zamaney Ki Koi Khoo Nikal Aaye
Phir Dil Ne Kiya Tark e Taalluk Ka Iraada
Phir Tujh Se Mulaakat Ke Pehloo Nikal Aaye
May you like:
Mai Udaas Rasta Hoon Shaam Ka

- Baat Niklay Gi Tou Phir Dour Talak Jaaye Gi!
- Aor Bhi Honge Hazaron Ehel e Dil!
- Kaheen Miley To Ye Usse Kehna!
- Best Urdu Poetry: 12 Amazingly Designed Images
- Eid Poetry Urdu 2016: 8 Images To Greet Loved Ones
- 12 New HD Collection Of Sad Shayari In Urdu Images
- 12 New Designed Love Urdu Poetry Images
- 12 Jon Elia Designed Urdu Poetry Images [VOL 2]
- Muskurate Huey Rukhsat Karna!
- Har Zarra e Ummid Se Khushboo Nikal Aaye!
- Khamosh Sa Sheher - Latest Urdu Poetry on Khamoshi - Beautiful Collection
- Aa Mere Yar e Qadah Raiz!!
0 comments:
Post a Comment