|
Roshni Ki Dhaar Par Rakhi Kahani Aur Dukh
Aankh Se Behta Hua Khamosh Pani Aur Dukh
Mere Kamray Main Usi Tarteeb Se Rakhe Hue Phool
Khat, Waday, Dilasay, Ek Jawani Aur Dukh
Ek Dusre Se Bichar Kar Umar Bhar Rote Rahe
Raat, Sehra, Khushk Pattay, Ek Raani Aur Dukh
Ab Mere Lafzon Main Wo Pehli Si Kaifiyat Nahi
Daal Ab Jholi Main Teri Maherbani, Aur Dukh
Raat Sehra Main Kisi Ne Baansuri Ki Nok Par
Rakh Di Phir Roti Hui Yaadein Purani Aur Dukh...
Blogger: Waqas Ali
Blogger: Waqas Ali

- Ye Teri Bhool Hai K Mil Jaye Gi Manzil Tujh Ko
- Sookhy Patton Me Bhi Any Lagi Mushk-E-Ambar
- Mene Dil Se Kaha
- Tu Ne Ek Bar Jo Sardi K Sabab Orhi Thi
- Tum Meri Aankh K Taiwar Na Bhula Paoge
- Kitna Ghafil Hai Mujhe Acha Samjhne Wala
- Kab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
- Sada Si Hai Bat Me Likhne Betha Hun
- Nazar Nazar Main Hi Dewana Bana Dete Hain
- Sainkaron Dilkash Baharain Thin Hamari Muntazir
- Tum Pe Beety Jo Qayamat Tanhai Ki
- Kabhi Puri Nahi Hoti
- Kahin be kinar se ratjage
- Kuch Visal akhir tak Motbar nahi hote
- Ye Mere Charon Taraf Kis Liye Ujala Hai
- Bara Dushwar Hota Hai Kisi Ko Yoon Bhula
- Roshni Ki Dhaar Par Rakhi Kahani Aur Dukh
- Log Muntazir Rahe K Hum Ko Toot'ta Dekhen
- Aa Kabhi Aa K Dekh
- December Tum Na Jao Na
0 comments:
Post a Comment