|
Paichida Se Marz Se Do Char Ho Gya Hun
Main Apne Hi Sehen Main Shumaar Ho Gya Hun
Rehte Hain Tabeeb Bhi Mere Aas Pas
Main In Ki Guftagu Se Lachaar Ho Gya Hun
Keh Do Lala Zaar K Sabhi Nazaron Se
Main Jhurmat-E-Fazaoun Main Bemaar Ho Gya Hun
Aate Hain Ujale Bhi Mera Haal Puchne
Main In K Sakhat Lehje Main Giraftar Ho Gya Hun
Main Kese Maan Jaun K Ye Mere Hain Apne
Main Inhi K Dilason Ka Shikaar Ho Gya Hun
Mumqin To Nahi Sub Amjad Se Hi Sun'na Hai
Main Un Ki Shokh Nazar Se Bedaar Ho Gya Hun...
Submitted By: Amjad Khan
Submitted By: Amjad Khan

- Log Muntazir Rahe K Hum Ko Toot'ta Dekhen
- Aa Kabhi Aa K Dekh
- December Tum Na Jao Na
- Zamany Ki To Khair Hai Afsos
- Mujh Ko Dhoond Leta Hai Nitt Naye Bahany Se
- Lafz Dhalne Lage The Cheekhon Main
- Aisa Hai K Seeny Main Sulagti Hain Kharashain
- Ye Teri Bhool Hai K Mil Jaye Gi Manzil Tujh Ko
- Sookhy Patton Me Bhi Any Lagi Mushk-E-Ambar
- Mene Dil Se Kaha
- Tu Ne Ek Bar Jo Sardi K Sabab Orhi Thi
- Tum Meri Aankh K Taiwar Na Bhula Paoge
- Kitna Ghafil Hai Mujhe Acha Samjhne Wala
- Kab Duaaon Ka Mohtaj Hota Hai
- Sada Si Hai Bat Me Likhne Betha Hun
- Kahin be kinar se ratjage
- Kuch Visal akhir tak Motbar nahi hote
0 comments:
Post a Comment